|
|
|
|
|
Hazaraon Khawahishen Aisi K Har Khawahish Pe Dum Nikle
Bahut Nikle Arman Laikin Phir Bhi Kum Nikle
- in love shayari
|
|
|
|
Ankhain khulein to jaag uthein hasratain tamam
Usay bhi humne khoo diya jise paya thaa khawaboon main
- in love shayari
|
|
|
|
Bohut ho chuki mohabbat mein meri ruswai,
ya Khuda main wafa kar ke bhi bewafa kehlaya,
Dard kitne hain bata nahi sakta,
Zakhm kitne hain dikha nahi sakta,
Aankhon se samajh sako to samajh lo,
Aansoo gire hain kitne ginwa nahi sakta.
- in love shayari
|
|
|
|
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahlay
diloN ke deep jaltay hain charagh-e sham se pahlay
kabhi manzar badalnay par bhi qisa chal nahiN pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay
yahi taray tumhari ankh ki chilmaN maiN rehtay thay
yahi suraj nikalta tha tumharay bam se pahlay
diloN ki jagmagati bastiyaN taraj kartay hain
yahi jo log lagtay hain nahiyat aam se pahlay
hoye hai sham jungle main piranday loa'tay hooN gaye
ab in ko kis tarah rokaiN nawah-e dam se pahlay
ya saray rang murda thay tumhari shakal bannay tak
ya saray harf mohmal thay tumharay naam se pahlay
howa hai wo agar munsaf tu Amjad ihtiyataN ham
saza tasleem kartay hain kisi ilzam se pahlay
- in tareef shayari
|
|
|
|
Dil Mein Tumare Aakhien
Chehre pe
haseen chaa jati hai
Aankhon main
suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe
apna kahtay ho
Apne pe ghuroor
aa jata hai
Muskurake aankh mar do
Tir se na maro
patthar se mar do
bas ek tamanna hai
muskurake aankh mar do
- in sms shayari
|
|
|
|
Aapki Nigahon me jabse jhaakkar dekha hai,
koi bhi Aaina accha nahi lagta,
Aapki Mohabbat pe aise hue hai Aashiq ki aapko koi aur dekhe to accha nahi lagta.
- in love shayari
|
|
|
|
palat kar aaNkh nam karna humaiN hargiz nahiN aata
gaye lamhoN ka ghum karna humaiN hargiz nahiN aata
muhabbat ho to be-had ho jo ho nafrat to bepaya
koi bhi kaam kam karna humaiN hargiz nahiN aata
- in sad shayari
|
|
|
|
Asar hai ye unki adaao ka, jab wo itne pyaare lagte hai,
Jab wo kahte hai vadda hai mera, juthe waade bi sachee lagte hai.
- in bewafai
|
|
|
|
tere hathon ki shamon ki hasrat main hum...
neem taareek raahon main mare gaye..
tere hoton k pholon ki chahat main hum...
dar ki khushk tehni pe ware gaye
- in inspirational shayaries
|
|
|
|
Ye kadam kaaton per yoon kyon chalne ko majboor hue?
Kyon sapne tute mere kyon arma chakna choor hue?
Kyon akele hi mujhko rahoon per chalte jaana hai?
Kyan judaai mili mujhhe aur kyon tum mujhse door hue?
Jab bhi aakhein kholu mein mujhko suraj dhalta kyon dikhta hai?
Es dil ke bagiche mein kyon phool na koi khilta hai?
Kyon har dam har pal tum mujhko yaad bahut hi aate ho?
Kyon tanha raaton mein mujhko chain kabhi na milta hai?
Kyon ab bhi teri yaadein teri baatein tadpati hain?
Kyon ye gam mile mujhko wo lamhe kyon itne kroor hue?
Mere sapne mere vaade kyon tujhko namanzoor hue?
Kyon mera gam hi sab kuch, kyon ansoon mere kohinoor hue?
Kyon tumne meri kismat se meri khushiyaan manjil chini hain?
Kyon mere jeevan mein mujhse aise kya dastoor hue?
Kyon akele hi????????????????? ???????????????????door hue?
- in love shayari
|
|
|
|
Jaam
Baadalon se salaam leta hoon ,
wakt ke haath thaam leta hoon,
maut ruk jaati hai pal bhar ke liye ,
jab mein hathon mein jaam leta hoon
Dhoka mat dena
Dil diya to,
Jaan bhi de dena,
Magar yeh yaad rakhna,
Kisiko dhoka mat dena
Kya zaroorat..
Mast Nazron se dekh lenaa tha
Agar tamanna thi aazmane ki
Hum to behust youn hi ho jaate
Kya zaroorat thi muskurane ki
Dil Ko Manana..
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Bhool
Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi
Naseeb
Dil ke rishtey ajeeb hote hain
koi dil ke kareeb hote hain,
meri tanhaai ka zikar na kiya kar,
apne apne naseeb hote hain
- in sms shayari
|
|
|
|
Dil Mein Tumare Aakhien
Chehre pe
haseen chaa jati hai
Aankhon main
suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe
apna kahtay ho
Apne pe ghuroor
aa jata hai
Muskurake aankh mar do
Tir se na maro
patthar se mar do
bas ek tamanna hai
muskurake aankh mar do
- in sms shayari
|
|
|
|
Mein aapko kaise lagthi hoon ?
Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain,
Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain,
Aapki jaisi potti Khayamath hain
Woh jab door tha to..
Woh jab door tha to bhi kitne paas tha,
Kaisa meetha sa woh bhi ek ehsas tha,
Aaj woh paas ho ke bhi kitna door hai,
Yarab kismat ko shayad yehi manjoor hai!
You are my!
Shikava hame manjur nahi na koi bahana hoga , hamari khushio ki kasam aap ko aana hoga!
Pyar hai ikaraar..
Pyar hai ikaraar kar nahi paati, bina kahe bhi to rah nahi paati, kya karu is dewane dil ka bas inakaar kar nahi paati, jab chaha ikraar dil ne kaha intazar, per kaise bataye is dil se ke humko ho gaya hai pyar.
- in sms shayari
|
|
|
|
Gul gaye, gulsun gaye
Gul gaye, gulsun gaye
gayi tumhari hoton ki lali
chord do mera picha
hogayi tum bacho wali
Zindagi
Khuda kisiki muhabbat pe fida na kare,
Agar kare to zindagi bhar judaa na kare
Sirf mera dil hi janta hai
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai,
Kaise kahe ke hum aap pe marte hai,
Yeh to sirf mera dil hi janta hai,
Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai
Mein dosti nibhaounga
Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain dosti se nafrat ho gayi
- in sms shayari
|
|
|
|
Uske aankhon mein ashq honge
Uske hothon mein gulab honge
Iss tarah tadapti hogi woh
Uske dil mein sou afsaane jaage honge
- in sad shayari
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|