jispe apna sar rakhti hogi woh diwar rat bhar mahkti hogi mere pyar ka wad aata hoga jab daal mai namak chakhti hogi jaha jaha chua kalayee ko maine kanch ki chudiyon se dhakti hogi meri mulakato ke vade gin ke kapde teh kar kar ke rakhti hogi jisme chupayee hai tesbeer meri ab kitab bas bahi padhti hogi jab jhankta hoga khidki se chand unse kah dungi ye kahti hogi koe shikva na hoga use mujshe woh meri mazburiyan samjhti hogi hum bhagwan ki hi sunte they janumanu suna hai ab teri bhi "aarti" hogi
- in Bewafaiteri bewafai ko bhula na sakenge chahe bhi to kabhi muskurana sakenge tujko to mil gaya yaar apna apna kisi ko hum bana na sakenge roti rahegi meri wafaye aati rahegi dil se pukaar ishq na karna ishqna karna
- in Bewafai"KitnA Pyaar Karte hain tumse Kaash TumkO bhi yeH ehsaaS ho JayE Magar AisA na Ho Ke Woh hosH mein tab Aaaye Jab HuM gehri neenD mein so JaayE"
- in BewafaiJisko maine de di apni ye zindagi, Woh shakhs hi mera qaatil nikla Wafaparasti main na koi kami ki, In wafaon se na kuch haasil nikla Ishq, mohabbat, qasme waade, In lafzon ka asar uspe baatil nikla Hum to toofan se darte rahe lekin, Jisne duboya mujhe, wo saahil nikla !!
- in BewafaiYunhi kisiki yaad mein rona fizul hai, itne anmol ansu khona fizul hai, rona to unke liye jo humpar nisar hai, unke liye kya rona jinke aashiq hazar hai…
- in BewafaiYun dil se dil ko juda na kijiye.. Zara soch samajh kar faisla kijiye.. agar aap jee sakte hain hamare bin.. to hamare marne ki bhi zaroor dua kijiye
- in BewafaiZakham aisa diya ke koi dava kaam na aayi, Aag aisi lagayi ke panise bhi bujh na payi, Aaj bhi rote hai hum unhe yaad karke, Jinko hamari yaad kabhi na aayi…
- in Bewafai