Bichap, bikhartay Chaand jharnon mein..
Woh jalti Raat ki maanind..!!
Mujhe Tum se mohabat hai..
Main Logon ko bataon gi..!!
Woh kehti thi..
K har sorat Tumhein Apna banaon gi..!!
Main chahon gi Tumhein Jaana Umangon se Ujalaon tak..
Khudi k dasht se lay kar Naye janmon k saalon tak..!!
Category: Tareef Shayari
Posted On: 10-Jan-2012