Shayari
Mein aapko kaise lagthi hoon ? Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain, Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain, Aapki jaisi potti Khayamath hain Woh jab door tha to.. Woh jab door tha to bhi kitne paas tha, Kaisa meetha sa woh bhi ek ehsas tha, Aaj woh paas ho ke bhi kitna door hai, Yarab kismat ko shayad yehi manjoor hai! You are my! Shikava hame manjur nahi na koi bahana hoga , hamari khushio ki kasam aap ko aana hoga! Pyar hai ikaraar.. Pyar hai ikaraar kar nahi paati, bina kahe bhi to rah nahi paati, kya karu is dewane dil ka bas inakaar kar nahi paati, jab chaha ikraar dil ne kaha intazar, per kaise bataye is dil se ke humko ho gaya hai pyar.
Category: Sms Shayari        Posted On: 08-Apr-2009