Yun justaju na kiya kijiye
Ya ap guftagu na kijiye
Dil leke dhokebaaz kehlaye to
Aisi Ishq ka dawa na kijiye
Yun Nazrein firaya na kijiye
Ya ap asra se bewafai na kijiye
Akhein ankahee reh jayein to
Aisi labz ke fakr na kijiye
Yun ajnabee ko ittihaam na kijiye
Ya aap iraadah na kijiye
Iftikaar humari afsaanah huye to
Aisi daastanki firk na kijiye
Yun badnaseebi ki bandish na kijiye
ya aap bezubban mohabbat na kijiye
Barkha se khurshid naraz huye to
Aisi nazmon ki badnaam na kijiye
Yun jannat sa jazbah na kijiye
Ya aap intezaar na kijiye
Judaa hoke bhi jafaa huye to
Aisi judaayi ki parwarish na kijiye
Category: Tareef Shayari
Posted On: 10-Jan-2012