Kuch sochu to tera khayaal aa jata hai kuch bolu o tera naam aa jata hai kab tk chupau dil ki baat uski har ada pr humko pyar aa jata hai….
- in About LifeKabhi to ghar ki fiza mujh ko khush'gawar mile[br /] Tere laboN pe tabassum nazar ma pyaar mile[br /] [br /] Hamaare pyaas ka ma'yaar tha faqat tu hi[br /] Raah-e-hayaat ma darya to be'shumaar mile[br /] [br /] Hamaari jad-o-jehad thi faqat tere waaste[br /] Aasaan raaste to mujh ko be'hisaab mile[br /] [br /] Teri shaadabiyoN se raoshan kabhi bahaar mile[br /] Mere be'karaar dil ko kabhi to qaraar mile
- in About LifeZindagi sapno ki nahi hakikhat ki jiya karo. Sapno me sirf phool khila karte hain. woh phool tumhe kya khushboo denge, jo sirf do din ke liye jiya karte hain....
- in About LifeKab toot jaaye kasam hi to hai, Kab badal jaaye nazar hi to hai, tu mere saath ki aadat mat daal, kab bichad jaaye zindagi hi to hai..
- in About Life