kabhi kisi se pyar na karna Kisi ke liye dil bekarar na karna Karna to sirf ankhon se Dil se kisi se pyar na karna…….????
- in BewafaiEk tanha raat me apki yaad aayi, tanhai mitane ko humne ek cigrate sulgai, na jaane kaise qayamat ho gayi ke dhooeein ne bhi apki tasvir banayi.
- in BewafaiHam hain ki unhe apana banane ki bat karte hain. Aur o hain ki jamane ki bat karten hain. Aisi sadgi par kaise na ho dil fida. Jo hame bar bar bahlane ki bat karten hain. Gusse me lagten hain is kadar hasin . Ki kamal ke phul bhi sarmane ki bat karten hai. Chand Taron ki bat karta hai to kare koi. Ham to bas apani jan S ko manane ki bat karten hain.
- in Bewafaihumne tum pe bharosa karke ek dil tha diya, tumne ek kaanch ka shisha samajh ke tod diya..! humne tumhare liye apne khoon se ek Gazal likhna sikh liya, tumne ek bejaan kaagaj samajh ke tod diya..! waade kar ke humse door khud hi jaana soch liya or bewafai ka ilzaam hum pe daal diya..! wha..! wha..!
- in Bewafaikabr pe jo thehra tha, vo ek hawa ka jhonka tha Jise aaj yaha, to kal kahi aur hona tha…
- in BewafaiKoi achha lage to usse pyar mat karna, Uske liye neendein bekaar mat karna, Do din to aayenge khushi se milne, Teesre din kahenge mera intezar mat karna…
- in BewafaiBewafaa Kuch Dost Ho Gaye Humaare Jo Humara Intezar Nahi Kartey Kabhi Humsey Bahut Batain Kiya Kartey They Wo Ab To Wo Humey Yaad Bhi Nahi Kartey…
- in BewafaiPathar tha unka dil , tho mera kaanch ka na banaya hotha...unhe pighalna nahin aaya tho, mujhe sambhalana hi sikhaya hotha
- in BewafaiAsar hai ye unki adaao ka, jab wo itne pyaare lagte hai,[br /] Jab wo kahte hai vadda hai mera, juthe waade bi sachee lagte hai.
- in Bewafaijispe apna sar rakhti hogi woh diwar rat bhar mahkti hogi mere pyar ka wad aata hoga jab daal mai namak chakhti hogi jaha jaha chua kalayee ko maine kanch ki chudiyon se dhakti hogi meri mulakato ke vade gin ke kapde teh kar kar ke rakhti hogi jisme chupayee hai tesbeer meri ab kitab bas bahi padhti hogi jab jhankta hoga khidki se chand unse kah dungi ye kahti hogi koe shikva na hoga use mujshe woh meri mazburiyan samjhti hogi hum bhagwan ki hi sunte they janumanu suna hai ab teri bhi "aarti" hogi
- in Bewafai