Hamko unse wafa ki hai ummeed
Jo naheen jaante wafa kya hai
“haan bhala kar tera bhala hogaâ€
Aur darvesh kee sada kya hai ?
[ darvesh = beggar, sada = voice ]
Jaan tum par nisaar karta hoon
Main naheen jaanata duaa kya hai
Maine maana ki kuchch naheen ‘ghalib’
Muft haath aaye to bura kya hai ?
Category: General Shayari
Posted On: 16-Jan-2012