Yun haseen chehra hoto yaad na kijiye
Ya ap haqeeqat ko halal na kijiye
Hawas ki josh andhise havaa ho to
Aisi himayaat ki hosh uraya na kijiye
Yun zanjeer ko zor na kijiye
Ya ap sassonko sarbastah na kijiye
Kahin awaz bezuban honeki arz kare to
Aisi tasawur ko salaam na kijiye
Yun ishq ki ibadat na kijiye
Ya ap mohabbat ka izhaar na kijiye
Kuch sukoon sa mehsoos huye to
Aisi dariya me dubaya na kijiye
Yun soz ki sauda na kijiye
Ya ap Wadon ki tukre na kijiye
Kabhi besharmi ke haad paar huye to
Aisi ilzaam lagaya na kijiye
Yun shikwe ke dhun sunaya na kijiye
Ya ap khwab dikhaya na kijiye
Dil tor ke tasalli na ho to
Yun dil dene ki baat na kijiye
Category: Urdu Shayari
Posted On: 10-Jan-2012