Shayari
palat kar aaNkh nam karna humaiN hargiz nahiN aata[br /] gaye lamhoN ka ghum karna humaiN hargiz nahiN aata[br /] muhabbat ho to be-had ho jo ho nafrat to bepaya[br /] koi bhi kaam kam karna humaiN hargiz nahiN aata
Category: Sad Shayari        Posted On: 20-May-2009