Unki ankho se kash koi ishara to hota kuch mere jeene ka sahara to hota tod dete hum har rasm zamane ki ek baar hi sahi usne pukara to hota..
- in Tareef ShayariApni mohabat ka izhar karne wala hun, chitthi nahi taar karne wala hun, koi haseena to ab ghas dalti hi nahi, isi liye ek budiya se ishq karne wala hun…
- in Nature ShayariesDoorian Bahut Hai Par Itna Smajh Lo, Pass Rahkar Hi Koi Rishta Khas Nahi Hota, Tum Dil Ke Pas Itne Ho Ki, Dooriyon Ka Ehsaas Nahi Hota.
- in Sms ShayariAap ka ashiana dil me basa rakha hai, Aap ki yado ko seene se laga rakha hai, pata nahi yaad aate hai Aap hi ki kyo? vaise dost to humne auro ko bhi bana rakha hai…
- in Friend Friendship ShayariSapno ke duniya mein, Har sapna ho suhana tumhara, Har khushi mile tumhe, Pyaar se saje har safar tumhara, Muskurati raho tum sada, Hassi se bhara ho jeevan tumhara, Sare jahan ki mohabbat mile, Chahat se bhara ho har lamha tumhara, Chalna har sahai raaste pe tum sada, Aankh khule toh ho jaye khuda tumhara….
- in About LifeItna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya, Jitna aapki baaton par karte hain, Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya, Jitna aapke milne ka karte hain…
- in Urdu ShayariTaaron mein akela chaad jagmagata hai….. mushquilo mein akela insaan dagmagata hai…. kaate se ghabrana mat mere dost….. kyoki kaaton mein hi akela gulab muskurata hai…..
- in Sms ShayariTaaron mein akela chaad jagmagata hai….. mushquilo mein akela insaan dagmagata hai…. kaate se ghabrana mat mere dost….. kyoki kaaton mein hi akela gulab muskurata hai…..
- in Nature ShayariesHar taraf padhai ka saya hai Kitabo main sukh kisne paya hai Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai…
- in Funny ShayariJaane kyu log hame aajmate hai kuch pal sath rahne ke baad dur chale jate hai sach hi kahte hai log ki sagar ke milne ke baad log barish ko bhul jate hai…
- in Bewafai