zindagi ka har zakhm uski meharbani hai, Meri zindagi to ek adhuri khani hai, Mita dete har dard magar, ye dard hi to unki akhri nishani hai…
- in Sad ShayariUnhe chahana hamari kamzori hai, Unse keh nahi pana hamari majburi hai, Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko, Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai…
- in Sad ShayariNa Chand Ki Tarah,Na suraj Ki Tarah, Na Aasma Ki Tarah,Na sitaro Ki Tarah, Koi Dost Mujhe Mile To Bus Aap Ki Tarah !!
- in Sad ShayariDuniya mein nhi hum dilo mein rehte hai. humse milne ko log apna nasib kehte hai, jin se humne dosti ki, duniya wale unko khusnasib kehte hai
- in Sad ShayariSafar lamba hai dost banate rahiye, Dil mile na mile haath badate rahiye, Taj na banaiye costly padega, Har taraf Mumtaj banate rahiye.
- in Sad ShayariAapki judai ne hamein shayari sikha di, Judai ke gam ne hamein manzil bhula di, Chahte to nehin thaey aapse juda hona para Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..
- in Sad ShayariAnjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithe
- in Sad Shayari\" Dosti karo to dhokha mat dena, Doston ko bewafai ka tofa mat dena,\" Koi tumhe rahe yaad kar ke Aisa kabhi mauka mat dena…\"
- in Sad ShayariYaad mein teri ankhe bharta hai koi…. Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi…. Maut ti aisi cheez hai jisko aana hi hai…. Lakin teri judai mein har roz marta hai koi..!!
- in Sad Shayari