Sheikh Rasheed Bus Stop Pe Khara Tha Wahan Se Veena Malik Guzri Aur Boli: Dhoop Main Keon Khara Hai??? Sheikh Rasheed: Sali Shalwar Main Se Bhe Daikh Laiti Hai!!!
- in Sad ShayariChicken Tikka Aise Pakao Kya Kacha Na Ho, Aur Mohabbat Aise Nibhao Kya Bacha Na Ho! Veena Malik Kya Population Control Idea’s
- in Sad ShayariProve That 2/10 = 2 Japanese Student: Wrong Question Pakistani Student: Nahi Hosakta American Student: It’s Strange How Is It Possible? Indian Student: Two/ Ten= Wo / En T Se T Cancel W= 23rd Letter O = 15th Letter, E = 5th Letter N = 14th Letter So = 23 15 / 5 14 = 38 / 19 = 2 Indians Never Ask… Answer Kya Hai ? They Only Ask, Ye Batao Answer Kya Lay Kar Aana Hai? “Proud To Be On Indiansâ€
- in Sad ShayariChoti Choti Baton Pe Ho Jati Hain Naraz, MAGARMACH KE Phir Ansoo Bahati Hain Ladkiyaan. Acting Karne Main Koi Saani Nahi Inka, Actron Ki Bhi Chutti Karati Hain Ladkiyaan.
- in Sad ShayariDekha Ki Saari Kainat Hai Uski Ye Pattey Bhi Uske, Wo Daali Bhi Uski Kadradaan Bhi Wo Hai, Mehfil Bhi Uski Isi Mein Basi Hai Jindgi Sabki Meri Kabr Par Abra Barsaya-E-Aansu Tab Samajh Aaya Thi Jindgi Uski…
- in Sad ShayariZindgi Haseen Hai Zindgi Se Pyar Karo, Hai Andhera To Kya, Ujale Ka Intezar Karo, Wo Pal Bhi Ayega Jiska Intzar Hai Apko, Rab Par Bhrosa Or Waqt Par Aitbar Karo…
- in Sad Shayariकà¥à¤› ननà¥à¤¹à¥‡ हाथों को आज हाथ छà¥à¤¡à¤¾à¤¤à¥‡ देखा है उन कोमल हाथों पे छालों का à¤à¤• गà¥à¤²à¤¦à¤¸à¥à¤¤à¤¾ देखा है तपती कंकरीली धरती पे दिन à¤à¤° रेंगते देखा है खाने के चंद निवालों पे मैंने उनको पिटते देखा है à¤à¥‚ख मिटाने की खातिर यहाठरूह नाचती देखी है हर गाडी में à¤à¤¾à¤‚कती उनकी आस टपकती देखी है हंस कर जीने की आशा को आंसू में बहती देखी है à¤à¤• सिकà¥à¤•े के खातिर मैंने ज़िनà¥à¤¦à¤—ी à¤à¤¾à¤—ती देखी है
- in Sad Shayariassavur Me Jab Tasveere Yaar Hoti He Zindagi Tab Khushgavaar Hoti He Zindagi Zindagi Nahin Rehti Muflisi Ka Jab Shikaar Hoti He Jigar Ka Tukra Tha Kisi Ka Jo Jal Gayee Zindagi Yun Bhi Sharmsaar Hoti He Havaniat Panapti Rahi Dorti Car Me Zindagi Tab Laachaar Hoti He Soch Samajh Ke Kharch Ki Zindagi Hamne Kuchh Na Haath Laga Ye Nagavaar Hoti He Aadmi Aadmi Nahin Rehta Zindagi Jab Daagdaar Hoti He Kuchh Na De Dikhai Daulat Ke Siva Zindagi Tab Bimaar Hoti He…
- in Sad ShayariZindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad Karo, Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar Karo, Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane Mei Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo…
- in Sad ShayariBadi Jaani Pehachani Lagti Ho Tum, Kabhi Badi Anjani Lagti Ho Tum, Kya Bataye Tumhe Ae Zindagi, Kitni Bemani Lagti Ho Tum, Jeete Hai Jiske Liye, Usi Ke Liye Waqt Nahi, Hazaar Khushiyan Hai Daman Me Per Muskurane Ke Liye Waqt Nahi, Kabhi Hum Yuh Bhi Socha Karte Hai Ae Zindagi Kya Hoti Hai Yeh Zindagi…
- in Sad ShayariSocha nahi acha Bura, Dekha Suna kuch b nahi Manga Khuda se her Waqt, Tere siwa Kuch b nahi Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch b nahi Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch b nahi
- in Sad ShayariTu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi Kyun usey Tuu ne bas ek Phool kaha hai Mere Dost Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi Tu jise itni Haseen cheez samajhta hai wo Phool Sookh jaaye to Nigaahon ko bura lagta hai Phool ka apna koi rang koi Roop nahi Uske Jore mai saja ho to Bhala lagta hai Mera Mehboob to har Waqt Naya hai Mere Dost
- in Sad Shayari